Mera pehla dost hai tu hi maa, tujhe ho pata ki naa ho pata...
Main teri aankhon ka taara hun,, tujhe ho pata ki naa ho pata...
Tu hi marg darshak hai , sahara bhi tu...
Bhagwan ho nahi sakta har samay yahan isliye usne banaya tujhko maa ...
Bhagwan ho nahi sakta har samay yahan isliye usne banaya tujhko maa ...

